Amazing facts
Hay guys aaj ke is artical me hum bat karenge un top companies ke bare me jinko dunia me aj alag pechan mili aur aisa koi vaikti nahi jo unko nahi janta .
To guys aaj hum un companies ke nam ke bare me bat karenge ,ki unka nam kis prakar rakha gaya.
To chalis suru karte hai:-
---------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------
No.1.Amazon:- is company ko kon nahi janta hai.ye duniya ki top commercial company hai. Jab iske founder "jef bejos" ne is company ko banaya to ve iska nam 'A' se rakhna chate the to unhone dunia ki sabai badi river "Amazon's nam par iska nam Amazon rakh diya.
=----------------------------------------------
No.2.Microsoft: ye dunia ki top software aur operating system nirmata company hai.iske Co founder 'Pol Alen 'ke sujav par Microcomputer aur Software ke combination se isak nam ''Microsoft'' rakha gaya.
=----------------------------------------------
No.3. Google:- is company ko kon nahi janta hai.ye dunia ke N.1 Search Engine ke rup me jani jati hai.ye English ke word GOOGle se bana hai jise iske mul sabadart me bola jaye to ucchran me kafi anter pad jata hai. ye mul rup se Ganit ka sabd hai jiska mean hota hai 1 se aage 100 ziro.ye isilia taki company uncountable result de sake.
=----------------------------------------------
No.4. ADIDAS:-sabhi trah ke khel upkaran banane walii international company ko yah nam iske founder se mila tha jinka nam tha- Adolf daslar|
Adolf ke nikname se ''ADI'' aur Daslar se ''DAS'' milakar company ka nam bana ''ADIDAS''.
=-------------------------------------------
No.5. Nokia:- Finlend ki Nokiawartanamak river ke kinare Nokia city me iski suruaat ak lakdi mil ke rup me hui.bad me is city ke nam par hi iska nam NOKIA rakh liya.
=--------------------------------------------------------------------------------------------
The conclusion
To guys aapko merevdwara di gayinjankar kaisi lagi comment box me ikh kkar zaroor bataye.
and again THANKS FOR SEE MY ARTICAL.
0 Comments